Tuesday, November 29, 2011

Ye pagal pan mera

zamana dekh raha hai, hans rahay hain log
tamasha ban kar tamasha bana raha hon main
log khush hain pagal ko mar kar pathar
lahoo pagal ka niklay aur jan say ja raha hon main