Tera chera hai kay Urdu ki koi shooq gazal
Teri ankhain hain kay pani main koi khilta kanwal
Teray hontoon kay piyalay hain kay jam-e-qhamar
Teri zulfoon kay andheray hain kay vada-e-vasal
Ye ghazab kay qad-o-qamat aur adaain chanchal
Teri batoon main vo khusbo nahi jis ki naqal
Tugh ko pa kar main aksar is sooch main par jata hoon
Binte-Havva ho ya janat ki koi hoor, pochahay hai aqal
1 comment:
Tumhain yad hai aik dafa tum pc main kisi shair ki kitab utha lai thay aur mainay kaha tha kia fazool kitab hai. yeh ghazal bhi waisee hi hai
Post a Comment