Wednesday, August 22, 2012

Bewafa hum na thay

Khizan kisi pay kisi pay bahar aai hai
Khili hai koi kali koi pari murjhai hai
Ajeeb hai in pholoon ka jena marna bhi
Koi ronda giya kisi nay sehray ki ronaq barhai hai
Is anjuman e husn farooshan main wafa ka nam nahi
Saba machati phirti hai shor kay harjai hai
Mughay qasam hai piyar ki jo hum may tha
Inhi guloon nay seekhai ye bewafai hai